Bana Ghulab To Kantay Chubha Gaya Aik Shakhs,
Hua Chiragh To Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs,
Tamam Rang Meray Aur Saray Khuwab Meray,
Fasanay Thay K Fasana Bana Gaya Aik Shakhs,
Main Kis Hawa Mein Urron Kis Fiza Mein Lehraoun,
Dukhon K Jaal Her Soo Bicha Gaya Aik Shakhs,
Mohabbaton Nay Kisi Ki Bhula Rakha Tha Issey,
Milley Woh Zakham K Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs,
Khula Yeh Raaz K Aina Khana Hai Duniya,
Aur Is Main Mujhey Tamasha Bana Gaya Aik Shakhs
ღ♥♣▬ Main Aur Meri Tanhai ▬♣♥ღ
http://www.facebook.com/urdupoetrytanhai

No comments:
Post a Comment